- Mewar(present-day districts of Udaipur, Rajsamand, Bhilwara, Chittorgarh, and Pratapgarh) 32000kmsq
- Kota (4) --- bundi (no border)--
(kota -- jhalawar--bara border with mp)
- Bharatpur (5) --- (Ding, Baharatpur border with up ) --
(Daulpur - Karuli- Sawai Madhopur border with MP)
- Udaipur(7) --- (Rasamand and Salumber no border ) --
(Udaipur Dungarpur Baswara border with Gujrat )---
(Baswara Prtapgarh Chittorgarh border with MP) ---
- Bikaner(4) --- SriGangaNagar (border with pakisthan and Punjab) ---
HanumanGarh (border with Punjab and Haryana)--
Churu (border with Haryana)--
Bikaner (border with Haryana)--
- Dilwara Temple
- Cantonment House Nasirabad
- Bundi ko "Bawariyon ka Shahar" kaha jata hai. Bundi me 50+ baoriyan hain aur yah Kota Division ke antargat aata hai.
- Jaisalmer ka kshetrafal lagbhag 38,401 sq km hai aur yah Rajasthan ka sabse bada jila hai.
- Dhaulpur ka kshetrafal lagbhag 3,033 sq km hai. Jaisalmer, Dhaulpur se lagbhag 12.66 guna bada hai.
- Karauli jila Bharatpur Division ke antargat aata hai. Iska gathan 19 July 1997 ko Bhairon Singh Shekhawat dwara kiya gaya tha. Yah Sawai Madhopur se alag karke banaya gaya tha.
- Ganganagar se Hanumangarh jile ka gathan 12 July 1994 ko hua tha.
- Rajasthan Bharat ke kul kshetrafal ka lagbhag 10.4% hissa rakhta hai.
- Rajasthan ke sabhi gaon 28 April 2018 tak vidyutikrit (electrified) ghoshit kiye gaye the.
- Bhilwara jile ka pratik pakshi Mor (Peacock) hai.
- Banswara aur Dungarpur Udaipur Division ke antargat aate hain.
- Kark Rekha (Tropic of Cancer) Banswara aur Dungarpur se guzarti hai. Yah 23.5° Uttar Akshansh par sthit hai.
- Banswara ki seema Gujarat aur Madhya Pradesh se lagti hai.